~Mahiways |
Monday, July 16, 2007
I HAVE A DREAM...by ABBA
Wednesday, July 4, 2007
Vote For Taj...Taj Anthem by A.R. Rehman
Mausam Aate jaate Hain
Sadiyaan Aateen Jaateen Hain
Kuchh Cheezen Rahjaateen Hain Yaad Mein
Wo Din Wo Raaj Kahaan Hai
Naaz-O-Andaaz Kahaan Hai
Naghmen Hain Aaj Sada Ke Saath Mein
Koi Kahta Hai
Jeene Ka Maqsad Yahaan Daulat Mein Hai
Koi Kahta Hai
Jeene Ka Maqsad Yahaan Inayat Mein Hai
Mujhse Jo Koi Ye Poochhe
Kyon Na Kahun Zindagi Ki karaamat
Mohabbat Mein Hai
Jhum Jhum-Tana Nana-Jhum �.Tana Nana-Jhum
Ek Sada Dil Hai
Jhum Jhum-Tnana Nana-Jhum�Tana Nana Nana
Ek Sada Rab Hai
Jhum Jhum-Tana Nana-Jhum�. Tana Nana-Jhum
Ek Mohabbat Hai
Radha Krishna Ki Mohabbat
Aadam Haua Ki Mohabbat
Heer Aur Ranjha Ki Mohabbat �..Ek Hai
Shaah Jahaan Mumtaaz Ki Mohabbat
Laila Majnu ki Mohabbat
Teri Aur Meri Mohabbat Ek�2
Jhum Jhum-Tana Nana-Jhum �.Tana Nana-Jhum
Ek Sada Dil Hai
Jhum Jhum-Tnana Nana-Jhum�Tana Nana Nana
Ek Sada Rab Hai
Jhum Jhum-Tana Nana-Jhum �.Tana Nana-Jhum
Ek Mohabbat Hai
Deevane Mohabbat Ke Hain- Jo
Hai Un Ko Pahla Salam
Tohfa Mohabbat Ka Hai jo
Har Dil Ka Usko Salam
Laree Chotee Lyrics
Dialogue:
Woh kehte hai na jo hota hai
acchey ke liye hota hai…Galat kehte hai
Lyrics:
Kismat ka khel hai saara
Phirta tha main awaara
Yeh kya se kya hogaya
Chaar din ki zindagaani
har pal ek nayi kahaani
Kya tha main kya bangayaaKya huwa jo laree chooti
Jeevan ki gaadi luuti
Khwab hai to mujhko na jaga
Zindagi ek pal mein saali
Yun palat gayi hamaari
Jhuth hai to mujhko na bataDialogue:
Mumbai sunaa tha yahan aadmi puuri zindagi apni kismet
slow track se fast track lane mein nikaal deta hai
par dhai ghante mein yeh kisko pata tha
aise slow track se fast track par aa jayegi yeh maine kabhi socha nahin tha
Sazaa majaa ban jayegi yeh bhi kabhi socha nahin tha
Last local kya chuuti saala kismet patri par aa gayiLyrics:
Karlo jo bhi karna hai
hota hai jo hona hai
Guzra do pal yeh phir na aayega
Kya bura hai kya bhala hai
Waqt hi shayad khuda hai
Ho jaane do phir
Dekha jaayegaKya huwa jo laree chooti
Jeevan ki gaadi luuti
Khwab hai to mujhko na jagaa
Zindagi ek pal mein saali
Yun palat gayi hamaari
Jhuth hai to mujhko na bataa - 2Dialogue:
Woh kehte hai na jo hota hai
acchey ke liye hota hai…Sahi kehte hai